Kachanar Urdbahu Baba Ka Mathiya (Kachanar)

India / Uttar Pradesh / Reoti / Kachanar / Paschim Tola, Kachnar

Kachanar gram ke Gram Dev Urdbahu Baba ka mathiya, har sal yahan basant panchami ko astyam ka anusthan bade sardha purvak aur bade hi Dhum-Dham se aayojit kiya jata hai.
Nearby cities:
Coordinates:   25°58'12"N   84°21'25"E

Comments

  • Jiski Suruwat Dr Sudarshan Prashad Ji Ke Dwara Kiya Gaya Tha,Bashant Panchmi Ke Uplach me sara Gao Harsoullas Se Manaya Jata Hata Hai,3 din ka Karyakarm Chalta Rahta Hai, Last din Julush ke sath Pure gao ka Parikarma karke Murti Bisharjan kiya jata hai,gao ke sabhi jati ke log ka sahyog rata hai tabhi to mera Gao siwan ka sabse achha gao mana jata hai,is gao me sabhi jati ke log niwas karte hai aapas me mel milap sabhi ko hai.
This article was last modified 9 years ago