Tullah
India /
Himachal Pradesh /
Jogindarnagar /
World
/ India
/ Himachal Pradesh
/ Jogindarnagar
World / India / Himachal Pradesh / Mandi
village
Add category
Village Tullah Distt Mandi
Tullah ek bahut purana auor sunder gawon hai. Tullah gawon ka nam Tall (lake) se pada hai. Pehale yahan par ek talab tha. Jo ab nahi hai.Rajaon ke samye mein Tullah ek bahut majut killa tha. Jo ki surkshit our abhedhya tha. Yahan par ek bahut hi purana kila tha.Jis jgah par kill tha use ab behbeswad ke nam se jana jata hai. Es jagh se purv disha ki our samne pahadi par ke our purna kill tha. jisko garh ki nam se jante hai. kehte hai pure jamne main enh dono killon ke bich puhal tha.Ab enh killon ke avsesh hi bache hai. Jo kill tullah mani tha wah par ab Primary School hai. our dure killa jangal main hai.
Tullah gawon pahari ke upar bane ek adhabhut maidan main bassa hai, aur eske charon aor gahri khaiyan or gangal hai. Es maidan ki meetti bahut upjaau hai. yahan par phsal ki paidawa buhat aachi hoti hai.Es maidan ki ek our khaas baat hai ki es kanhi se bhi sichae ke liye paani nahi lagta hai yeh pura varsa ke paani par nirbhar hone ke baad bhi es ki phsal aachi hoti hai.
Tullah gawon ke pass se Besa nadi bahti. yahan par kuch bahut hi suder jaghen hai. Gangoti aur Katorni yahan ke do bahut hi achi jagan hai Subah aur Sam ko yahan se Besa Nadi ka aur dur tak base gawon ghati ka suder najjara dekh sakte hai. Tullah ko anne ke liye 3 mukhya rakte hai. our har tarph se chadhi hai. Tullah gawon ke charon tarph se ghane jangal hai. Yah ek sunder Paryatak Sathal hai.
Tullah main 13 jatiyon ke log rehate hian. Tullah gawon sayad Himachal ka tisara ya chotha gawon hai jahan par etani jatiyon ke log ek saath rehate hon. Tullah gawon ki jansakhya lagbhag 2000 ke aas pass hai.
Tullah gawon main Gram Panchyat hai. yah Gram Panchat bahut purani hai. Pehale es panchat main bahut se gawon aate the. Tullah panchat main Chulla, kothi, Bairu, Patta, Bansod, Thara, Raktal, Gullana or Khohar gawon aate hai.tullah main senior secondary school, ayurvedic dispensary, Post Office, Punjab National Bank, veterinary hospital, telephone exchange or Patwar Khanna enh sab mulbhut jarurton ki subhidha yahan par hai.
Tullah panchat main chulla gawon ke pass 100MW ka Bijali bhar hai.yah bijli ghar Uhal Charn Tritiya ki nam se jaana jata. Es bijli ghar par ek lok geet bhi hai: Chulla bangoat noyan dam baneya..
Tullah gawon sadak se judda hua hai. Yahan ke logon ka yatayat ka mukhya sadhan Bas hai. yahan ke bade bazzar Baijnath-Paprol, Palmpur, Joginder Nagar or Sarkaghat hai. Baijnath or sarkghat yahan se 40 km dur hai or Joginder Nagar 42km.
yahan ka mukhya bazzar Lad-Bharol hai jo ki upp tehsil hai. Tullah ka tehsil Joginder Nagar hai. Sagar bagri tullah ki nagri, choru chor janana thagdi.
Thanks,
Posted by
Ajay Rana
Village,Post Office Tullah,
Teh. Joginder Nagar
Distt.Mandi (Himachal Pardesh)
Pin 176120

Nearby cities:
Coordinates: 31°52'9"N 76°44'24"E
- sunil thakur's cottage (dol) langna 3.1 km
- dhurli-samon 3.7 km
- basahi village 4 km
- panchmukhi mahadev mandir kyona 4.4 km
- PANKAJ JAMWAL BADI MAKRIRI 4.4 km
- Param Dev Katwal, Chatter Singh Katwal H.N. 1 Ward Narengarh (Chhamel) 5 km
- gayuhani neri 5.1 km
- village KOT DHARAMPUR 5.3 km
- K C Rana Neri 5.5 km
- Chapanu Ka Roopa 7.1 km
Comments