Jhalera (Jalehra)

India / Himachal Pradesh / Una / Jalehra
 Upload a photo

Ek aisa tiraha jo aapko uttar mein Maan Chhinmastika se jawalaji Kangra tatha Chamunda Maan ke paas bhi leja sakta hai,pashchim mein Hoshiarpur,Jalandhar ,Ludhiana ya Amritsar pahunchaega to dakshin mein Nangal,Anandpuur sahib, Kiratpur sahib ,Chandigarh se hote hue Simla ya Delhi,Kolkota ya Mumbai le jaega.Poorav mein Rainsari gaon hai. Jahan Master Prakash Chand MLA se ziada mashahoor koi nahin hua abhi tak. Magar jo sukh chhaju de chubaare oh na mille Balakh- Bukhare. Vapas yahin aana hai. Bahar to mundu ya Bhaoo hi kehlaoge aur mann hi mann afsos karke reh jaoge. ab kuchh kuchh theek thhaak ho raha hai. mp pathak.Ispur.
Nearby cities:
Coordinates:   31°29'28"N   76°14'13"E

Comments

This article was last modified 18 years ago