Jo Ram Bhakth Hunumanji Ka Naam Leth Hai, Who Sukh tho Payaga he ,
saath he Usee Hanumanji Ramji(Krishna) ke Vaikunt Dela Dethe Hai.
Jab Lankh se Ram,Lakshman,Sita Ayodhya Aaye the,
Tab Sitaji Hanumanji Kho Mothi ki Har Uphar me Deye tab Hanumanji ne Ek ek Mothi
me Ramji kho Dhunda , pura Mothi me jab ramji Nazar Na aaye tab Hanumanji Mothi ka har kho Door Phenka, Tab Vibhishan ne Hanumanjise kaha 'Thumare iss Shareer me ramji Hai Kya'
TAB Hanumanji ne Aapne Shareer me "RAM SITA " Ka Dharshan Sare Sansar Kho Kara Diye
So, Bhajo Jai Shri Ram Bhakth Hanumanji Ki Jai,Pawan Suth Hanumanji ki Jai Kaho
Yours Friend
Manoj K Kotian
|