yeh wahi ghar hai jisne is golu naam ke ghumantu jantu ke paanw baandh kar rakh diye aur yah is ghar main teen char saal se phansa hua hai, is ghar main aane se pehle yeh har six month main ghar badal liya karta tha.iska peecha is makaan se tab choota jab iski shaadi hui. ab yeh talwandi main reh raha hai, aur isme rahta hai taanti the great