jai ho bhatakara veer bhagwan ki.
jaha me shaam ko jaya karta tha or bhagwan ki pooja karta tha.
shaam hote hi yaha ki yaad aa jati he.
yaha ki navratri , jaha se mene dandiya khelna sikha.
me har navratri me yahi dandiya khalna pasand karta hu.
mere sabhi friend yaha mil jate he.
i love this palace. |